Parveen Shakir - Ek Suraj Tha Ki Taaron Ke Gharaane Se Uttha

Ek Suraj Tha Ki Taaron Ke

Ek Suraj Tha Ki Taaron Ke Gharaane Se Uttha
Aankh Hairaan Hai, Kya Shakhs Zamaane Se Uttha

Kis Se Poochun Tere Aaqa Ka Pata Aye Rehbar
Yeh Aalam Woh Hai Na Ab Tak Kisi Shaane Se Uttha

Halqa-E-Khwaab Ko Hi Gird-E-Goolu Kar Daala
Dast-E-Qaatil Ka Bhi Ehsaan Na Deewaane Se Uttha

Phir Koi Aks Shuaaon Se Na Ban Ne Paaya
Kaisa Mehtaab Mere Aayina-Khaane Se Uttha

Kya Likha Tha Sar-E-Mehzar, Jise Pehchaante Hi
Paas Baitha Hua Har Dost Bahaane Se Uttha

Aaj Tak Shahar Ka Chehra Na Ghulne Paaya
Gard Ka Kaisa Bagola Tere Jaane Se Uttha

Zindagi Mein Yeh Badan Shola-E-Jwaala Tha
Mauja-E-Sard ! Meri Raakh Thikaane Se Uttha

Dhaal Ab Waqt Ke Haathon Mein Hai Aye Teer-Andaz
Rakh De Ik Sant Kamaan, Haath Nishaane Se Uttha

Dil Teri Chashm-E-Mudarat Se Bait Tha Phir
Kis Tarah Bazm Mein Auron Ke Utthane Se Uttha

Dood-E-Yaq-Seena-E-Sozaan Se Bhala Kya Darna
Woh Dhuan Dekh Jo Sholon Ke Bujhaane Se Uttha

Dil Dukha Hai To Khuli Hai Mere Vizdaan Ki Aankh
Ik Shigoofa Tha Ke Shabnam Ke Jaagne Se Uttha

Saunp De Apna Hunar Unko Ki Jinka Haq Hai
Waqt Aaya Hai Ke Ab Saanp Khazaane Se Uttha

--------------------

Post a Comment

1 Comments

–>