Mere Liye Raat Ne
Aaj Faraaham Kiya
Ek Nayaa Marhala
Nindon Ne Khaali Kiaa
Ashkon Se Phir Bhar Diya
Kaasa Meri Aankh Ka
Aur Kahaa Kan Men
Mainne Har Ek Jurm Se
Tumko Bari Kar Diya
Mainne Sadaa Ke Liye
Tumko Rihaa Kar Diya
Jaao Jidhar Chaho Tum
Jaago Ki So Jaao Tum
Khwaab Ka Dar Band Hai
--------------
Aaj Faraaham Kiya
Ek Nayaa Marhala
Nindon Ne Khaali Kiaa
Ashkon Se Phir Bhar Diya
Kaasa Meri Aankh Ka
Aur Kahaa Kan Men
Mainne Har Ek Jurm Se
Tumko Bari Kar Diya
Mainne Sadaa Ke Liye
Tumko Rihaa Kar Diya
Jaao Jidhar Chaho Tum
Jaago Ki So Jaao Tum
Khwaab Ka Dar Band Hai
--------------

No comments:
Post a Comment