Parveen Shakir - Ik Diya Bujh Hi Gaya Hoga Sar-E-Taak-E-Ummeed

Ik Diya Bujh Hi Gaya Hoga

Ik Diya Bujh Hi Gaya Hoga Sar-E-Taak-E-Ummeed
Warna Paighaam Hawaaon Ko Idhar Kya Laana

Sheher Mein Saanp Jab Insaanon Se Zaahid Ho Jaayein
Pesh-E-Aayina Koi Zehen Mein Dar Kya Lagna

Itni Mohlat Hai Ki Main Mashq Mein Paani Bhar Lun
Faasla Kam Ho To Phir Zaad-E-Safar Kya Laana

----------------------

Post a Comment

0 Comments

–>