SAGHAR AAZMI


Biography
The real name of Saghar Azmi was Dr. Imtiaz Ahmad Aazmi, He was native of Azamgarh but he shifted to Barabanki in1972 and established a clinic along with her wife Dr. Sultana. Besides medical profession, being a good player he enjoyed volleyball and cocetrated on shayari. He recited his kalam in Dewa Mushaira and instantly became very popular. His popularity kept on increasing. No All India Mushayarawas complete without his participation. He is one of the shayars of his times who attended Mushairas at places word over, like Dubai, Sharjah, Pakistan, Saudi Arabia etc.

 His Poetry Collection Are -     

“Kaaghaz Ka Shahar”, “Pyaasi Ghazlen”

His Few Asha’r ---

Ek Diaa Aisa Mohabbat Ka Jalaya Jaaey

Jis Ka Hamsaaey Ke Ghar Mein Bhi Ujaala Jaaey

                     -----------

Pas Ek Zara Si Baat Thi Lekin Tamaam Umr

Who Mujh Ko Jaagne Ki Sazaa De Gaya

                   ------------

Jaane Kab Tum Ko Pukaar Uthe Teri Manzil

Tum Musaafir Ho Yehi Soch Kar Bistar Kholo

                   -----------

Gharon Mein Hawa Kitni Tez Chalti Hai

Use To Sirf Hamara Dia Bujhaana Tha

                  -------------

‘Saaghar’ Use Samajhte Rahe Log Shayari

Main Lafz Lafz Apna Lahoo Bechta Raha

                   ------------

Shohrat Ki Fazaaon Mein Itnaa Na Udo Saghar.
Parwaaz Na Kho Jaaey In Onnchi Udaanon Mein.

                   ------------

Kashmir Ki Waadi Men Bepardah Jo Nikle Ho
Kya Aag Lagaao Ge Barfeeli Chatanon Mein

                  -------------


Post a Comment

0 Comments

–>